TITEL
Naino Ki Jo Baat Naina Jaane hai original Video Full Song HD
DISCRAPTION
Naino ki to baat naina jaane hai
Sapno ke raast rena jaane hai
Naino ki to baat naina jaane hai
Sapno ke raast rena jaane hai
Dil ki baatein dhadkan jaane hai
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke
Hum to bas itna jaane hai
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..
>>G_O_S_W_A_M_I_ T_O_U_c_H<<
Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria
Kahi kare de na ye.. mere liye dushwaria
Nazare ye aapki karne lagi hoshiyaria
Kahi kare de na ye.. mere liye dushwaria
Husan ki baat to husan hi jaane hai
Roop ke naaz to roop hi jaane hai
Sahi galt to darpan jaane hai
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke
Hum to bas itna jaane hai..
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..
>>G_O_S_W_A_M_I_ T_O_U_c_H<<
Sukhe patton ki tarha
thi meri ye zindagi
Osa ki bundon ke jaise
Jab se mujhpe tu geeri
Sukhe patton ki tarha
thi meri ye zindagi
Osa ki bundon ke jaise
Jab se mujhpe tu geeri
Ruh ki baat to saans hi jaane hai
Honton ki khwaishein pyaas hi jaane hai
Kyu jogi ho jogan jaane hai
Jispe guzari woh dil jaane hai..
Hum deewane ho gaye hai aapke
Hum to bas itna jaane hai..
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam
Tu mera hai sanam
Tu mera hum dum..
Tere sang jeena ab sathon janam..
THANK YOU
PLEASE LIKE THIS SONG
KEYWARDS
Naino ki to baat, Naino ki to baat naina jaane hai, whatsapp status, bollywood sad song, romentic song,
naino ki baat to naina jaane hai, naino ki baat, naino ki bat, bollywood new song,Tu mera hai sanam,
Naino Ki Jo Baat Naina Jaane hai original Video Full Song HD, new bollywood song HD, Goswami Touch, Pawan Goswami,
Goswami Boys, Goswami, Mendu, Hathras, naino ki to baat naino janne hai, full song, hd
Naino Ki To Baat Naina Jane Hai (Female Version) Ringtone : http://bit.ly/2xYC5sF
ReplyDelete